Sunday, September 6, 2009

ye fasla


Ai Khuda Aaj Ye Faisla Karde,

Use Mera ya Mujhe Uska Karde.

Bahut Dukh Sahe Hain Maine,

Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kam Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.

kisi ne poochha mohabbat kya hai??????


kisi ne poochha mohabbat kya hai??????
Samandar nay kaha
Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai
Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai

Baadal nay kaha
Mohabbat eik ~dhanak hai
Jiss may har Rang Nomaya hota hai...

Shairr nay kaha
Mohabbat eik esse ghazal hai
Jo har eik sunay walay kay dil may
uttar te chali jate hai

Saaz nay kaha
Mohabbat eik essa geet hai
Jo Dil may uttar jata hai

Malee nay kaha
Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
Jiss may sara
gulshan mehak uttah hai

Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai

Khuda pe karte nahi aitbaar


Khuda pe karte nahi aitbaar ab waqt ki ibaadat karte hain humGujarish hai kit ham jaye kuchh pal ke liye jee lenge unke sath 100 janam humKhuda pe kiya tha yakeen itna ki sab se ruswaai kara baithe theBadle me usne diya itna ki jag hansai kara baithe theUnhe pane ki ummeed khokar ye samajah me aayaZindagi ne hume sabak ye sikhayaJo chahte ho kisi ko paana dil se to na mangna use kabhi shiddat seJo mangoge khuda se 1 cheez baar-2 mita dega usse wo tumhari kismet seKhud pe nahi yakin koi na Milan ki aas hai abBas do pal ka sath hai or waqt pe yakin ab

Waqt se thi gujarish

Waqt se thi gujarish ki hum jiye kuchh pal ke liyeJee lenge unke sath hum chahe kuchh pal ke liyeWaqt ko aaya raham thoda de di hume 2 pal ki mohlatPar khuda ko ye ganwara na tha ki hume miley mohabbatDo pal ke sath me hi unhe humse ruswa kar diyaOr ki nazron me hume bewafaa kar diyaNa de sake unhe saboot koi apne sache pyar keBan gaye kaatil unke aitbaar keTod diya rishta wo banaya tha j itne armaan seAb jiyenge kaise bina unke chahte hain jinhe dilo jaan seKehte the wo hamesha hume 1 hi baatKi pyar agar sacha hai to rahenge hum sathBaat unki aaj kardi khuda ne sach saabitFir chahe pyar hamara kar diya galat sabitPoochhna hai akhiri baar us khuda se ki kya mila usse aisa karkjJeene layak bhi na chhoda,hu dono ko aisa karkeKarenge gila wo khud se ki kyua kiya maine pyarKarenge hum shikwa khud se,kin a nibha paye pyar