Thursday, September 10, 2009

tum kajal laga kar niklo naa kabhi

tum kajal laga kar niklo naa kabhi,
tum par diwana ho kar mar jayega,
sine se dupatta naa hatao kabhi,
dil pagal hokar machal jayega,
julf ko tum mat hatao apne chere se,
shram se chand badal me chup jayega,
ai kali is gali se guzarna naa kabhi,
diwana tumhe dekha kar mar jayega.

No comments:

Post a Comment